Table of Contents
Dussehra Quotes In Hindi | Vijayadashami Wishes In Hindi
Tyohar ki vibe me “Dussehra Quotes In Hindi” ek dusre ko send karte huye hume ramayan ka kissa jarur yaad aayega. Bharat ke kuch hisso me jahaan durga puja ke ho jaane ke baad durga maa ki mahishasur pe jeet ke taur pe ye tyohar manaate hai. “Famous Vijayadashami Wishes in hindi” ke collection me iss indian festival ki mukhya kahaani ye bhi hai ki ramleela khatam ho jaane ke baad bhagwaan shriram ki raavan ke saamne jeet hai. Navratri ke baad hi ashvin mahine yr tyohar manaya jaata hai. Hindu culture me isse Dashain, Dasara aur Dashahra bhi kaha jaata hai. Ek kahaani me aisa bhi kaha gaya hai ki arjun ne 10 lakh sipaahi ko haraya tha. Har kahaani se ek seekh jarur di gayi hai ke buri shakti ki parajay aur achi shakti ki vijay.
Dussehra Quotes In Hindi | दशहरा कोट्स हिंदी में
Dussehra Quotes In Hindi ka yeh collection iss dusshera 2021 main aapko whatsapp status aur instagram stories main दशहरा कोट्स हिंदी में images ke saath share karne use kiye jate hain. Vijayadashami Wishes In Hindi kyuki iss din ko Vijayadashami ke name se bhi jana jata hain. Dussehra Quotes In Hindi images download kiye ja sakte hain keval ek button se. Dussehra Quotes In Hindi log aksar share karte hain iss din saty ki asaty pr vijay hui thi. दशहरा कोट्स हिंदी में hain taki bharat ka har vyakti Dussehra Quotes In Hindi Images tatha Vijayadashami Wishes In Hindi share kiye ja sake.
” देवीयों की उपासना में,
दशहरा की शुभकामनाएं
मन भावनाओं में मान है जागा।
जल रहा रावण युगों से,
लेकिन इंसान ये पाठ न सीखा।
Deviyon ki upaasna me,
Man bhavanao me maan hai jaaga,
Jal raha hai raavan yugo se,
Lekin insaan ne ye paath na sikha…”
“दसहरा ने सिखाया है सबको,
दशहरा की शुभकामनाएं
हर दौर में रावण जगता है।
जलाया न जाये तो,
हर मानस में रावण जीता है।
Dussehra ne sikhaya hai sabko,
Har daur me raavan jagta hai..
Jalaya na jaaye toh,
Har maanas me raavan jeeta hai…”
“औरत पे ओछी नजर के लिए,
Happy Dussehra
युगों युगों से जले है।
ऐ इंसान तू भी जाँच ले,
तेरे गिरेबान में राम या रावण कौन पले है।
Aurat pe ochi najar ke liye,
Yugo yugo se jale hai..
Ae insaan tu bhi jaanch le,
Tere girebaan me ram ya ravan kaun pale hai…”
“सीखे सिखाये उसूलों में,
दशहरा की शुभकामनाएं
एक सच्चाई का मेल भी जरूरी है।।।
वो सतयुग था, जहाँ रावण की भी मर्यादा थी,
इस कलयुग में राम बनना ही, किरदार को कायर कहलाना है।
Seekhe dikhaaye usoolo me,
Ek sachchai ka mel bhi jaruri hai..
Wo satyug tha, jahaan raavan ki bhi maryaada thi,
Iss kalyug me ram banna hi kirdaar ko kaayar kehlaana hai….”
“राम चरित्र के नाम से,
Happy Dussehra
आदर्श भाव जग जाते है…
ये दसहरा का त्यौहार है,
रामायण की सुगंध हर राम भक्त में जगा जाते है..
Ram charitra ke naam se,
Aadarsh bhaav jag jaate hain…
Ye dussehre ka tyohar hai,
Ramayan ki sugandh har ram bhakt me jagaa jaate hain…”
“सवाल खड़े है शास्त्र पे इस दौर में,
दशहरा की शुभकामनाएं
आओ याद करें, बुराई हार जाती है अंत में।
घर घर में ही रहकर जब मनाना है,
खुदके अंदर के रावण को जलाए इस दसहरे में।
Sawaal khade hai shaashtra pe iss daur me,
Aao yaad kare, burai haar jaati hai ant me…
Ghar ghar me hi rehkar jab manana hai,
Khudke andar ke raavan ko jalaaye iss dussehre me…”
Must Read:- Happy Navratri Quotes In Hindi
Vijayadashami Wishes In Hindi | विजयदशमी की शुभकामनाएं हिंदी में
Vijayadashami Wishes In Hindi jinhe log dussehra evam vijayadashmi ke din aksar search karke विजयदशमी की शुभकामनाएं हिंदी में images bhi share karte hain apne snehi jano ke saath. Vijayadashami wishes in hindi whatsapp status me dekhe jaate hain dussehra ke din evam विजयदशमी की शुभकामनाएं हिंदी में ko bhi dekha jata hain.
” रोम रोम में राम नाम होगा,
Happy Dussehra
दिलमें बसे हर दुष्भाव का आज दहन होगा।
Rom rom me ram naam hoga,
Dilme basae har dushbhaav ka aaj dahan hoga…”
“युग युग बीत जाने पर भी,
दशहरा की शुभकामनाएं
चरित्र राम जैसा चाहते हैं।
एक झूठी नजर रावण की,
याद कर – बुराई को जलाते हैं।
ज्यादा न सही- इतनी समझ जरूर रखना,
जगाना राम और रग रग के रावण को मिटाये रखना है।
Yug yug beet jaane par bhi,
Charitra ram jaisa chaahte hain…
Ek jhoothi najar raavan ki,
Yaad kar – burai ko jalaate hain…
Jyada na sahi – itni samajh jaroor rakhna,
Jagaana ram aur rag rag ke raavan ko mitaaye rakhna hai….”
“एक रावण के इशारे पे,
Happy Dussehra
कुलवंश जल गये।।
जिद्द पे अड़े इरादों में,
सब अच्छे कर्म भुला गये।।
दसहरे की एक सीख सीखो,
ईरादो की याद जीती रहेगी,
भले ही लोग मर गए।।
Ek raavan ke ishaare pe,
Koolvansh jal gaye…
Jidd pe adde iraadon me,
Sab achche karm bhula gaye…
Dussehre ki ek seekh seekho,
Iraado ki yaad jeeti rahegi, bhale hi log mar gaye…”
“अहंकार में सब मिट जाता है,
दशहरा की शुभकामनाएं
सोने जैसी लंका भी न रही तो,
तू और मैं इस जहाँ में क्या है।
Ahankaar me sab mit jaata hai,
Sone jaisi lanka bhi n rahi toh,
Tu aur main iss jahaan me kya hai…”
Dussehra Quotes In Hindi | Vijayadashami Wishes In Hindi ka yeh collection hame aasha hain aapko pasand aaya hoga aur aapne Dussehra Quotes In Hindi | दशहरा कोट्स हिंदी में or Vijayadashami Wishes In Hindi | विजयदशमी की शुभकामनाएं हिंदी में ke images download karke whatsapp group tatha whatsapp status main share kiye honge.