Wo shayar hi kya jo “Rain Shayari in Hindi” na likhe. Aasma me badal aa gaye hai aur mausam ke saath dil ki zameen bhi mehek jayegi. Rutha Aashiq ne bhi “Barish Shayari 2 line” ka collection banaya hai. Shayari collection hai toh kuch deep lines hai toh kuch mehka dene wali! Waise sharing band hai lockdown me, kam se kam monsoon wishes hi share kar dena🤪. Emotion ka len den band ho gaya toh zinda hue bhi toh kya. Pani pani se dharti khil jayegi, toh bahut se artist bhi. Jo write up acha laga wo hune comment karke jarur bataaye, kaunsi shayari sabse achi hai.
Table of Contents
Rain shayari in Hindi
” भीगा सा है मौसम और यादें आई हैं,
या यादें कुछ भीगी सी हैं…
Bheega sa hai mausam aur yaade aayi hai,
ya yaadein kuch bheegi si hai…”
“ये छत की कैद,
तू भी कैसे समझेगा?
सुखे में रहते तो जानते-
भीगने की तमन्ना क्या है..
Yeh chat ki kaid,
tu bhi kaise samjhega?
sukhe me rehte toh jaante-
bheegne ki tamana kya hai…”
“आँचल एक प्यार सा मिला दे,
एक पल को दो आँसू से भीगना अब जरूरी हुआ है…
Aanchal ek pyar sa mila de,
ek pal ko do aansu se bheegna ab jaruri hua hai..”
” बारिश की बूंदे,
कुछ भीगे भीगे से हम..
हम सहमे सहमे,
एक ताकत एक कप चाय की..
Baarish ki boonde,
kuch bheege bheege se hum…
hum sehme sehme,
ek taakat ek cup chai ki..”
” थोड़ा प्यार तुम भी बरसा लेना इस मौसम में,
सिर्फ हम सुखे क्यों रहे …
Thoda pyar tum bhi barsa lena iss mausam me,
sirf hum sukhe kyon rahe..”
“बादलों से हो तुम,
आसमान क्या मेरी ज़मीन भी महक जाती है तेरे आने से…
Badalo se ho tum,
aasmaan kya meri zameen bhi mehak jaati hai tere aane se..”
pehlibaarish hote hi social media artist log se bhar jaata hai.“Quotes on baarish in hindi” roll ho jaate hai. Agar aapko humari original “barish shayari 2 line” pasand aaye toh images download karke share jarur karein. And iss theme par agar aapki koi favourite lines ho toh wo bhi hume comment karke jarur bataaye.
Must Read:- Chai Lover Quotes In Hindi
“ये बूंदों में क्या ही आता मैं,
जब मैं भीग ही नहीं रहा…
ये बारिश, ये आँसू ,
सब सूखे हुए चले है…
Yeh boondo me kya hi aata mai,
jab mai bheeg hi nahi raha…
yeh baarish, ye aansu,
sab sukhe hue chale hai…”
“बारिशें क्या छूती मुझको,
मेरी बारिश तुम हो…
भीगता ही क्या मैं,
अगर तू न हो…
बूंद बूंद की प्यास सभी,
मैं प्यासा का प्यासा अगर तू न हो..
Baarishe kya chooti mujhko,
meri baarish tum ho…
Bheegta hi kya mai,
agar tu na ho…
boond boond ki pyaas sabhi,
mai pyaasa ka pyaasa agar tu na ho…”
” ये बारिशें कह रही हैं बार बार,
इसी मोहब्बत की आस छिपकर रुला गयी थी…
पलटकर जज़्बात जगा करते है,
रिश्तों के अंजाम नहीं..
Yeh baarishe keh rahi hain baar baar,
issi mohabbat ki aas chipkar rula gayi thi…
palatkar jazbaat jagaa karte hai,
rishton ke anjaam nahi..”
” ये आग मुबारक मेरे दिल को,
अब पानी की तम्मनाओं में दिये भी बुझ जायेंगे..
Yeh aag mubarak mere dil ko,
ab paani ki tammannaao me diye bhi bujh jayenge..”
“जितना संभालने गए, उतना ही फिसलती गयी,
पानी सी नारी को पकड़ने के बजाए बहने देते…
Jitna sambhaalne gaye, utna hi fisalti gayi,
paani si naari ko pakadne ke bajaaye behne dete..”
” शांत जो हुआ है वक़्त का पानी आजकल, कुछ अपनी परछाई देख रहा हूँ,
नजारे देखने मे इतना था मशगूल, आज खुद के नजरिये में अंतर देख रहा हूँ।
Shant jo hua hai waqt ka paani aajkal, kuch apni parchaai dekh raha hoo,
najaare dekhne me itna tha mashgool, aaj khud ke najeriye me antar dekh raha hoo..”
“पानी पानी सा है- घर का फर्श,
पोछा बाहर कहाँ मारने चले…
Paani paani sa hai- ghar ka farsh,
pocha bahaar kahaa maarne chale..”
“Quotes on barish in hindi” padhte padhte man bhi bheeg gaya hoga. Waise toh mausam ki post hai lekin isse kaafi emotions judae hote hai iss rainy season ke saath. Rutha aashiq ne bhi judte hue ehsaas iss “rain shayari in hindi” me bataaye hai. Aur bhe shayari padhe aur hume ese emotions submit karte rahe.
Must Read:- Poem On Nature In English
“मुझे लगा प्यार के बिना मैं औरत नहीं बन पाई,
आज लग रहा है- दिल की नमी की प्यासी मैं इंसान भी न बन पाई…
Mujhe laga pyaar ke bina mai aurat nahi ban paayi,
aaj lag raha hai- dil ki nami ki pyaasi mai insaan bhi b ban paayi..”
“हर कोई हमारे बिखरे किस्सों पे हँस रहा है,
मुझे मोहब्बत का समा याद आ रहा है..
तू आग भड़क कर ही आया है हर दफा,
मैं उसमें भी मेरे नाम की, मेरे हक़्क़ की प्यास देख लेता हूँ..
Har koi humaare bikhre kisso pe hans raha hai,
mujhe mohabbat ka samaa yaad aa raha hai…
tu aag bhadak kar hi aaya hai har dafa,
mai usme bhi mere naam ki, mere haq ki PYAAS dekh leta hoo..”
Barish shayari 2 line
As soon as it’s time to move out, aw it starts drizzling,
Saving from water-reaching the corner,
Finding for tea and something sizzling..Random falls Running ,
Unknown climate – unknown crowd,
One same umbrella,
Couplets sharing….In the office , in the house,
On the window, Under the roof,
Some cute droplets and fog arouse….Some chaos, sometimes set,
Seems like nature too speak,
Oh rain, come on me – feels my life is unwet…
“इतना पिया मैं, मैं पिया इतना,
इतना पिया मैं, मैं पिया इतना,
अब प्यास लगाने से भी डरता हूँ…इतना डूबा मैं, मैं डूबा इतना,
इतना डूबा मैं, मैं डूबा इतना,
अब गोते लगाने से बचता हूँ…इतना भीगा मैं, मैं भीगा इतना,
इतना भीगा मैं, मैं भीगा इतना,
अब बारिशों से बचना चाहता हूँ…Itna piya mai, mai piya itna,
itna piya mai, mai piya itna,
Ab pyaas lagaane se bhi darta hoo..Itnaa dooba mai, mai dooba itna,
Itnaa dooba mai, mai dooba itna,
Ab gote lagaane se bachta hoo…Itnaa bheega mai, mai bheega itnaa,
Itnaa bheega mai, mai bheega itnaa,
Ab baarisho se bachna chaahta hooo…”
“Rain shayari in hindi” ke saath iss mausam ka mazaa jarur uthaaye. Monsoon season se jyada festival lagta hai. Baaki sab mausam pe itna nahi likha jaata, jitna “quotes on barish in hindi” pe likha jaata hoga. Issi tarah sad and good ke combo wale season me chai shai ke saath pakodo ka mazaa le aur romance ke sad songs ko sunte rahe. Aur ye sab karte hue akele kyu rehna, “barish shayari 2 line” shayari karke saath ko mehsoos bhi karna.
Amazing shayaris. Keep writing and sharing. 😊