Heart Touching Anupama Shayari In Hindi | Anupama Shayari

“Anupama Shayari” se bharat ke sabhi darshak bahut emotional hote huye dikhte hain. Yeh series me stree shakti ke baare me pesh kiya hai. Rutha Aashiq ne hamesh gehre jazbaato ko mehsoos krte huye unhe apne shabd se vyakt karne ka prayaas kiya hai.

Rutha Aashiq aaj “Anupama Quotes” banakar sabhi Indian Woman ko yeh sab shayari dedicate karte huye likh raha hai. Aurat ke iss rang ko hum sab ek dusre ko jataane inn shayari ko ek dusre se share kar sakte hain. Koi baat karne ho na ho aurat ko in shabdo ko padhkar aur social media me apne saheliyo se bataane se kuch pal ke liye apne baare me gaur karne ka waqt toh milega.

Anupama Shayari In Hindi

“Anupama Status Download” karte waqt apni kahaani ko uss daur me mehsoos karte ho toh uss hi anupama ko aage jaate huye dekh aap me basi anupama ko bhi aage laane ke liye har bharat ki aurat sochegi yeh Rutha Aashiq ka Maanna hai..

Rutha Aashiq Writing “Anupama Shayari” for all Indian Household Wife kyunki har Homemaker apneaap me Full Time Job hai aur Full Time Business bhi.

“तुम बस दिखाना चाहते थे,
दिलसे इस रिश्ते में कुछ जाना नहीं।।
ये भरम तो मेरे दिल का था,
तुम इस रिश्ते में नहीं, ये मैंने जाना नहीं।।।
Tum bas dikhaana chaahte the,
Dilse iss rishte me kuch jaana nahi..
ye bharam toh mere dil ka tha,
tum iss rishte me nahi, yeh maine jaana nahi…”

Heart Touching Anupama Shayari In Hindi | Anupama Shayari

“कितना संभलता ये रिश्ता और,
हम संभालकर भी क्या संभालते।।
मैं तो तैयार थी उसकी चाहत बनने,
उसकी मुझसे कोई चाहत न थी।।
Kitna sambhaalt yeh rishta aur,
hum sambhaalkar bhi kya sambhaalte…
Main toh taiyaar thi uski chaahat banne,
uski mujhse koi chaahat na thi..”

Heart Touching Anupama Shayari In Hindi | Anupama Shayari

“हिस्सा जरूर निभाया आपने,
हिस्सेदारी नहीं।।
किस्सा हमेशा रहेगा मगर,
इतने सालों में हमारी कहानी नहीं।।
Hissa jarur nibhaaya aapne,
hissedaari nahi..
Kissa hamesha rahega magar,
itne saalon e humaari kahaani nahi…”

Heart Touching Anupama Shayari In Hindi | Anupama Shayari

“जिस राजा का वन बसाती रही,
वो वनराज मेरा न हुआ।।
जो तरसता रहा अनु को अनुज तक लाने,
वो सालों साल मेरा रहकर जीया।।
Jis raja ka van basaati rahi,
wo vanraj mera na hua..
jo tarasta raha anu ko anuj tak laane,
wo saalo saal mera rehkar jiya…”

Heart Touching Anupama Shayari In Hindi | Anupama Shayari

“Anupama Status Download” karte huye aapko apni kahaani relatable lage toh inn shayari se apni sachi baat ko pehchaane aur khudse aur sabse iss baat ka swikaar karva le. Kyunki Anupama ko bhi pehle inn baato ka swikaar karna padaa fir wo aage badh paayi hain.

Rutha Aashiq likhta kyunki dabe jazbaat andar hi andar bolte rehte hain, lekin khud bhi sunte nahi. “Anupama Quotes” ke saath bharat ki sab aurat se kehna chaahta hoo ke inn baato ko khudkme dabaao mat. Khud ki awaaz har kisine sunni chahiye. Aap sunenge toh abhi ki stithi acknowledge kar payenge.

Anupama Shayari Status Download

Har jeet ki kahaani dard se guzarti hai, lekin har dard ki kahaani jeet nahi paati. Yeh sirf aurat ki baat nahi hai, sangarsh hi jeevan ka satya hai. Zidagi jab tapaa rahi ho, usme se taakat ko le aur “Anupama Shayari” ko padhte huye bhaavuk ho lekin ek baar uss daur ko samajh liye toh naye badlaav pe bhi zindagi jaa sakti hai.

“मैं आदर्शों में क्या झुकी रही,
आपको अपनेआप पर गुरूर होने लगा।।
मैं खुद ही हारती रही आपके लिए ,
आपको जीतने का गुमान होने लगा।।
Main aadarsho me kya jhuki rahi,
Aapko apneaap par guroor hone lagaa…
Main khud ho haarti rahi aapke liye,
aapko jeetne ka gumaan hone lagaa…”

Heart Touching Anupama Shayari In Hindi | Anupama Shayari

“सालों साल की मेरी वफ़ा आप नहीं जान सके।।
मैंने आपकी बेवफाई को पल पल में जीया है।।
साथ होते हुए इन साँसों की किसे कदर होती।।
ये छूट जाने पर हर धड़कन को उसकी दरकार है।।
Saalo saal ki meri wafa aap nahi jaan sake..
Maine aapki bewafai ko pal pal me jeeya hai..
Saath hote huye inn saanso ki kise kadar hoti..
Ye choot jaane par har dhadkan ko uski darkaar hai..”

Heart Touching Anupama Shayari In Hindi | Anupama Shayari

“ये घर, ये रिश्ते, इन बच्चों के हिस्सों में जरूर रखा,
मुझपे तेरा पूरा नाम रखा..
ये पवित्र रिश्ते में, नापाक हमारी मोहब्ब्त हुई,
क्योंकि तेरे नाम तक आये वो मेरा हर किस्सा तूने कोरा रखा।।।
Ye ghar, ye rishte, inn bachcho ke hisso me jarur rakha,
mujhpe tera poora naam rakha..
Ye pavitra rishte me, naapaak humaari mohabbat hui,
kyunki tere naam tak aaye wo mera har kissa tune kora rakha..”

Heart Touching Anupama Shayari In Hindi | Anupama Shayari

“Anupama Quotes” ke liye Rutha Aashiq apne shabdo me uss ehsaas ko likhna chaahta tha. Ese me mehsoos hua ki humaari Maa ki generation me iss tarah ki vyaktitva bahut hote the. Aaj bhi ese kisse hai hi. Lekin nayi peedhi me inn baato me kuch badlaav hain.

Bahut si aurat kaam karte huye jazbaat me wo maanyata wo sanmaan apne gharo me nahi haasil kar paati. Hum sabse yeh bhi kehna chaahte hain, ki parivaarik bhaavna kisi ek prakriya pe nirbhaar nahi hai.

Also Read:- 25+ Best चांद पर शायरी | चांद पर शायरी इमेज

Anupama Quotes In Hindi

Aajkal ke log sochte hain ki wah amuk padhai ya corporate me hongi toh unke pati unse sahi se jiyenge. Rutha Aashiq un sabko Kaavya ke kirdaar me dekhte hain. Aapko “Anupama Status Download” karte huye uss kirdaar ki achchi baatein bhi le. Humne Humaari Anupama jaisi maa se wo sab ache gun chod diye hain.

“मेरे बच्चों के पिता हो,
मेरे जज़्बात कभी खत्म नहीं होंगे।।
वो रिश्ते पर मैं झुकती थी,
झुकाये वो रिश्ता अब नहीं रखूंगी ।।
Mere bachcho ke pita ho,
Mere jazbaat kabhi khatam nahi honge..
wo rishte par mai jhukti thi,
Jhukaaye wo rishta ab nahi rakhungi…”

Heart Touching Anupama Shayari In Hindi | Anupama Shayari

उनके जज़बातों में सच्चाई न थी,
फिर शिकायत न कर- कमियों को मैं खुदमें खोजती रही।।
हाँ, उठता रहा, निभाता रहा, मेरा दिल जो बार बार,
तेरी शिकायत है,मैं चाहत क्यों करती रही।।
Unke jazbaato me sachchai na thi,
Fir shikayat na kar – kamiyo ko main khudme khojti rahi..
Haan, uthta raha , nibhaata raha, mere dil jo baar baar,
teri shikayat hai, mai chaahat kyon karti rahi…”

Heart Touching Anupama Shayari In Hindi | Anupama Shayari

“एक गलती मैं ही पाले चली थी,
तू मुझसे जो नहीं निभा रहा था,
सफाई मैं ही दिए जा रही थी।।।
Ek galti main hi paale chali thi,
tu ujhse jo nahi nibha raha tha,
Safai main hi diye jaa rahi thi..”

Heart Touching Anupama Shayari In Hindi | Anupama Shayari

“शब्द का मोहताज नहीं होता,
जज़्बात अपनेआप झलक आता है।।
शिकवा है कि आपने सच्च कहा नहीं,
उससे ज्यादा शिकवा खुदसे है- जो जज़बात थे भी नहीं मैंने खुदमें बनाये रखा।।
Shabd ka mohtaaj nahi hota,
jazbaat apneaap jhalak aata hai..
Shikwa hai ki aapne sachch kaha nahi,
usse jyaada shikwa khudse hai- jo jazbaat the bhi nahi maine khudme banaaye rakha..”

Heart Touching Anupama Shayari In Hindi | Anupama Shayari

“हाँ साथ से ज़िन्दगी अच्छी रहती है,
मगर हर किसी का ऐसा नसीब कहाँ।।
Haan saath ye zindagi achchi rehti hai,
Magar har kisi ka aisa naseeb kahaan..”

Heart Touching Anupama Shayari In Hindi | Anupama Shayari

“बातों से ज्यादा रिश्ते को माना मैंने,
इसलिए रिश्तों ने मुझे कुछ नहीं माना।।।
Baato se jyaada rishte ko maana maine,
Isliye roshto ne mujhe kuch nahi maana..”

Conclusion

Rutha Aashiq ki likhi hui “Anupama Shayari” me se aapki sabse pasandida lines comment jarur karein. Ek lekhark liye unke liye sache review se badhkar kuch nahi hota.

Darshako me se kisi ne ese hi kuch apne shabd ya kala se bharat ki anupama ke liye kuch banaya ho oh humein jarur pesh karein. Jazbaato ko review karte huye humaare amdham se kuch naya pesh karne ka prayaas hum akrte hi rehte hain.

“Anupama Quotes” ki iss post ko samapt karte huye , har kone me har kirdaar me chipi anupama ke jazbaat ko Rutha Aashiq mehsoos karta hai aur uske liye salaam bhi karta hai. Koi saath ho na ho humaare shabd aapke saath jarur hain.

Yaha har koi jo “Anupama Status Download” karega unhone iss daur me kuch sehan kiya hai. Ese Kirdaar se aage badhne ki koshish aur ummed bhi banaaye rakhe aur motivation ke bhaag se aur lines bhi padhe jisse har jazbaat ko kala ka poora saath rahe.

Must Read:- Chand Shayari In Hindi For GF (Girl Friend)

Spread The Love

Leave a Comment

चंद्रमा की यात्रा: चंद्रयान 3 की सफलता के पीछे के चेहरे Chandrayaan 3 Successful Landing News Live Best Raksha Bandhan Gift Hampers For Sister 4 Best Raksha Bandhan Gift Ideas For Sister 11 Things Retirees Should Always Buy at Costco