“Intezaar shayari in hindi” ye shabd Ghazal,nazm,kavita , shayari ye sab kalatmak lekhano me bahut dekha jaata hai. zindagi ke bahut se padhaav me jab jab humne jazbaato me sachchai rakhi hogi , hume intazaar karna padta hai. koi pyaar ke liye , toh koi lakshya ke liye aur koi zindagi ke liye “intezar status” dwara apna apne jazbaat me mera “intezaar shayari” jataate huye apne mithe dard ka zikr karte hain. ye sab “2 line intezaar shayari “ me har kisi ki boli me pal pal me unke ehsaas ke saath saath sabar ki kahaaniyaa hain.
Table of Contents
Intezaar Shayari In Hindi
वो इंतज़ार तुम क्या समझोगे, जहाँ नहीं आयेंगे वो-वो तय है।
Wo intazaar tum kya samjhoge, jahaan nahin ayenge wo – wo tay hai.
ये इंतज़ार भी कितना अजीब है,
ये जो नजदीक है उनसे दूरियाँ गिन रहा है..
और जो दूर है उनसे नजदीकियाँ ..
Yeh intazaar bhi kitna ajeeb hai,
Yeh jo najdeek hain unse dooriyaan ginn raha hai…
Aur jo door hai unse nazdikiyaa.
इतने इंतज़ार बाद हमारा यूँ मिलना, बेजुबान से हम- मगर दिल के अरमान आँखों से बयान हो गए।
Itne intazaar baad humaara yun milna, bezubaan se hum – magar dil ke armaan aankho se bayaan ho gaye.
हम इंतज़ार करते रहे उनके पूछने का,
बस वही कई ख्वाईश – ख्वाईश ही रह गयी।
Hum intazaar karte rahe unke poochne ka,
Bas wahi kai khwaish – khwaish hi reh gayi.
सुबह होने का इंतज़ार नहीं होता,
इंसान रात में सो लिया करते है…
Subah hone ka intazaar nahi hota,
Insaan raat me so liya karte hai..
इंतज़ार नहीं तेरे प्यार का मुझे,
बस तेरे सितम की रिहाई कर नहीं पा रहा हूँ…
Intazaar nahin tere pyaar ka mujhe,
Bas tere sitam ki rihai kar nahi paa raha hoon..
मैं इंतज़ार करता रहा – वो आये नहीं,
अब उन्हें शिकायत है- मैं पहले सा इंतज़ार करता नहीं…
Main intazaar karta raha – wo aaye nahi,
Ab unhe shikayat hai – main pehle sa intazaar karta nahi…
इल्जाम भी, इम्तिहान भी,
शक़्क़ भी, सारे मेरे है…
माफी भी, इकरार भी,
इंतज़ार भी, मुझे ही करना है…
Iljaam bhi , imtihaan bhi ,
Shaqq bhi, saare mere hai..
Maafi bhi, ikraar bhi,
Intazaar bhi, mujhe hi karna hai …
Ese “intezaar shayari hindi” collection ko banaane humne bahut mehnat ki hai. Inme se kaunsi “shayari for intezaar” aap apne pasand ke profile ki shobha badhaane “intezar status ” ke taur par rakhenge, ye hume jaru bataaye. “intezaar true love shayari” sab pyaar ke liye mashoor hai, lekin Rutha Aashiq ka maanna hai ki “waiting shayari” sirf pyaar ke liye nahi. pyaar se maani hui har cheez ke liye ho sakta hai. Yeh sirf chote chote text message nahi , poori ki poori kahaani hoti hain. “Message ka intezar shayari” humme relatable situation ka acknowledge karne ke saath saath sabar bhi sikhaata hai.
Must Read:- 2 Lines Shayari To Impress A Girl
2 Line Intezaar Shayari
पल भर का होश ही लगता है,
तुझे झूठ जानने…
और पल पल का पागलपन,
बेवजह तेरा इंतज़ार करने…
Pal bhar ka hosh hi lagta hai,
Tujhe jhoot jaanne …
Aur pal pal ka pagalpan,
Bewajah tera intazaar karne ..
इंतज़ार होगा कल तेरे इशारे का,
इशारों का बहाना बनाकर – जिसके लिए मिलते रहे हो…
Intazaar hoga kal tere ishaare ka,
Ishaaro ka bahaana banakar – jiske liye milte rahe ho..
अच्छा है, ये वैलेंटाइन के दिन हैं,
ये टेड्डी बेयर के बाहों में तुझे सोच लेती हूँ…
ये रात के इंतज़ार ,
तुझे सोच सोचकर बिता देती हूँ…
Acha hai, ye valentine ke din hai,
Ye teddy bear ke baaho me tujhe soch leti hoon…
Ye raat ke intazaar,
Tujhe soch sochkar bita deti hoon..
Happy Teddy Bear Day…
हाँ छोड़ दिया है मैंने तुझसे हर बात,
मगर तेरे बुलाने का इंतज़ार रहता है…
Haan chod diya hain maine tujhse har baat,
Magar tere bulaane ka intazaar rehta hai…
मैं अपनी बारी का इंतज़ार करता रहा हूँ बरसों से,
अब जाकर जिंदगी ने सिखाया है कि जगह खुदकी खुदही बनानी पड़ती है…
Main apni baari ka intazaar karta raha hoon barso se,
Ab jaakar zindgi ne sikhaya hai ki jagah khudki khudhi banaani padti hai..
सरेआम सारा आलम बदल गया है,
और नाम लापता सा…
दाग लग चुका है, दामन में मेरे,
फिर भी – तेरे इंतज़ार में अनछुवा सा..
Sareaam saara aalam badal gaya hai,
Aur naam laapata saa..
Daag lag chuka hai, daaman me mere,
Fir bhi – tere intazaar me anchua sa..
“Intezaar shayari hindi” me aap bhi apne pasand ke “2 line intezaar shayari” ko apne relatable logo ke saath share kar sakte hain. Agar aap introvert hai, aur aap direct message nahi karte th ap ” intezar status” bh rakh sakte hai. Jazbaato ke iss safar me kai ese bhi audience hain jo sirf humaaare “intezaar shayari in hindi” ko save karke rakhte hai. Jazbaat ko jaise ache lage wo chalte rahe khilte rahe yahi Rutha Aashiq ki chaahat hai.
Must Read:- Very Heart Touching Sad Quotes In Hindi
Intezaar Status In Hindi
मुझे आज भी इंतज़ार है, उसके सुधर जानेका,
वो कहते हैं, हम में सब्र नहीं, रिश्ते सँभालने का..
Mujhe aaj bhi intazaar hai, uske sudhar jaaneka,
Wo kehte hain, hum me sabar nahi, rishte sambhaalne ka .
जागीर कह रखी सारी मेरे नाम,
इंतज़ार है मेरे बाद जो सबमें बट जायेंगी…
मोहब्बत यही तो है, मैं मुमताज,
मेरे जनाज़े को ताज महल कहकर दुनिया इतरायेगी..
Jaagir keh rakhi saari mere naam,
Intazaar hai mere baad jo sabme bat jayegi…
Mohabbat yahi toh hai, mai mumtaaj,
Mere janaaje ko taj mahal kehkar duniya itraayegi..
बातें बड़ी नहीं थी, कभी कभी बतलाकर मैं खुद ही छोड़ दिया करता था….
पहले तुम फिर मैं, वही इंतज़ार में, तेरा मेरा झगड़ा हरबार का होने लगा था..
Baate badi nahin thi, kabhi kabhi batlaakar main khud hi chod diya karta tha..
Pehle tum fir main, wahi intazaar me, tera mera jhagdaa harbaar ka hone laga tha..”
Please specify the URL of your fileये रातें हुई नहीं, और सुबह चली आई है,
तू आनेवाला भी नहीं, फिर भी इंतज़ार है।।।
Ye rate huyi nahi, aur subah chali aayi hai,
Tu aanewala bhi nahi, fir bhi intazaar hai…
उस दोस्त को ये मैसेज भेज रहा हूँ,
जिसके घर की दिवाली की मिठाई खाने का मुझे इंतज़ार है।।
याद कर लो कि अब लॉकडाउन नहीं,
इस साल त्यौहार तेरे नाल है।।
Uss dost ko ye message bhej raha hoon,
Jiske ghar ki Diwali ki mithai khaane ka mujhe intazaar hai..
Yaad kar lo ki ab lockdown nahi,
Iss saal tyohaar tere naal hai..
खुद के मन का अँधेरा, उजाला कहा पायें, रौशनी का है इंतज़ार, खुद जले बिना कैसे लाये….
Khud k man ka andhera, ujaala kaha paaye, roshni ka h intazaar, khud jale bina kese laaye….
ये अकेलापन भी सुकून था,
कोई होगा कभी हमारा भी, ये इंतज़ार भी एक सितम है..
Ye akelapan bhi sukoon tha,
koi hoga kabhi humara bhi, ye intazaar bhi ek sitam hai.
खोज किसी बेनाम नाम की,
हमने खुद ख्वाब देख, अधूरे जताया है
khoj kisi benaam naam ki
humne khud khwaab dekh, adhure jataaya hai..”
अकेलापन चुन लेना ही अच्छा,
कोई दे उसका इंतज़ार क्या करना ..
जब दर्द भरे ही होने है रास्ते,
कांटो में काँटा बनकर ही रहना …
Akelapan chun lena hi acha,
koi de uska intazaar kya karna..
Jab dard bhare hi hone hai raaste,
“Intezaar shayari in hindi” ke saath saath aap shayari world ka kaunse shabd pe shayar collection humaare se chaahte hai wo jarur comment kare. Rutha Aashiq ki tarah “2 line intezaar shayari “ likhi ho toh aap bhi humaare is compilation ka hissa jarur bane.
Hum website aur application me famous writer gulzar, ghalib ke aage chipe kalakaaro ki shayari aur naam dono pesh karna chaahte hai. Mera “intezaar shayari” toh aapne padh li, aapki koi aur favourite “intezar shayari” ho toh hume comment me jaru bataaye. kala ko saraahna hume bahut pasand hai aur jugalbandi ke iss safar me shero shayari banaaye rakhe.