Ganesh Chaturthi Quotes In Hindi
Ganesh chaturthi quotes in hindi share kare apne family members aur friends ke saath iss Ganesh Chaturthi 2023 ke awasar par, jo 19 September 2023 ko hain. Yaha ganesh ji quotes in hindi ka sangrah hain jo aap padh kar ganesh ji ki bhakti me linn ho jayege. Ganesh chaturthi quotes in hindi main likha gaya hain aur iske saath hinglish bhi samil hain. Aur ganesh ji quotes in hindi ke saath inke ganesh chaturthi quotes in hindi images bhi hain jo aap download kar ke whatsapp statyus, instagram stories pr share kar sakte hain.
Ganesh Chaturthi Quotes In Hindi With Images
विघ्न हरन मंगल करन गजानन महाराज,
Happy Ganesh Chaturthi !
पधरियो घर हमारे पूर्ण करियो सारे काज।
Vighn haran mangal karan gajaanan maharaj,
Padhariyo ghar hamare purn kariyo saare kaj.
ज्ञान के भंडार, ज्ञान की तुमसे ही सबको आशा,
Happy Ganesh Chaturthi !
ज्ञान हमको भी थोड़ा दीजो, करते आपसे ये अभिलाषा
Gyaan ke bhandar, gyaan ki tumse hi sabko aasa hain,
Gyaan hamko bhi thoda dijo, karate aapse ye abhilasha.
घर पधारो गणपति महाराज,
Happy Ganesh Chaturthi !
मिटे क्लेश सारे फिर पूरी की तुमने सबकी आस।
Ghar padhaaro ganpati maharaj,
Mite kalesh saare fir puri ki tumne sabaki aas.
गणपति महाराज बड़े भोले है, प्रेम से चड्डा हर एक भोग करते वो स्वीकार,
Happy Ganesh Chaturthi !
उनको हीरे नहीं बस चाहिए भक्तो से अपने प्यार।
Ganpati maharaj bade bhole, prem se chdda har ek bhog karate vo svikar,
Unke hire nahi bas chahiye bhakto se apne pyaar.
गणपति के आने का वक्त है आया,
Happy Ganesh Chaturthi !
कर रहे सब तैयारी मिलके, हर जगह खुशियो का माहौल छाया ।
Ganpati ke aane ka waqt hain aaya,
Kar rahe sab taiyaari milke, har jagah khushiyo ka mahaul chhaya.
Ganpati bappa shayari bahot log apne family group me share karte hain ganesh chaturth ke din to yaha bhi kuchh nayi aur latest ganesh chaturthi quotes in hindi hain jise aap bhi share kar sakte ho. Ganpati bappa shayari ki dimand to bahot hogi iss ganesh chaturthi 2023 main kyuki 2 saal ke baad mana rahe hain to double utsaah ke saath log ganesh chaturthi quotes in hindi bhi share karenge.
Must Read:- Happy Navaratri Wishes In Hindi With Images
कार्तिकेम जी के हे ये भ्राता, माता पार्वती के दुलारे,
Happy Ganesh Chaturthi !
शिव के पुत्र है, ये रिद्धि सिद्धि के दाता ।
Kartikem ji ke hain ye bhrata, mata paaravati ke dulaare,
Shiv ke putr hain, ye ruddhi aiddhi ke data.
भजो दिल से भाव से पुकार के देखो,
Happy Ganesh Chaturthi !
दोड़े दोडे आते गनपति कभी सच्चे मन से बुलाके देखो ।
Bhajo dil se bhav se pukar ke dekho,
Dode dode aate ganapati kabhi sache man se bulake dekho.
ना मोती से, ना हीरे से,
Happy Ganesh Chaturthi !
गणपति माने हमारे बस प्रेम भरे एक मोदक से।
Naa moti se, naa hire se,
Ganpati maane hamare bas prem bhare modak se.
माता पिता का सम्मान और स्थान की गणपति जी ने दी इसकी मिसाल थी, माता को दिए एक वचन कि खातिर ही पिता के हाथो गवाई अपनी जान थी,
Mata Pita ka amman aur sthan ki ganpati ji ne di iski misal thi, matako die ek vachan ki khatir hi pita ke hatho gavai apni jaan thi
मिला फिर जिंदगी के साथ सम्मान भी, सीखो उनसे माँ का आदर करना जो बात बात पर करते आज हम सभी थोड़ा बहुत ही सही कभी कभी माँ का अपमान भी ।
Mila fir zindagi ke saath samman bhi, sikho unse maa ka aadar karna jo baat baat pr karte aaj ham sabhi thoda bahut hi sahi kabhi kabhi maa ka apmaan bhi.
मंगलमूर्ति मोरया जल्दी आ जाओ घर हमरे, अब हमसे और सब्र नही हो रिया ।
Happy Ganesh Chaturthi !
Mangalmutri morya kaldi aa jao ghar hamre,
Ab hamase aur sabr nahi ho riya.
गजानन महाराज गणपति जी नमन करते आपको जोड़कर दोनों हाथ,
लज्जा भक्त की राखियो पूरन करियो कार्ज।
Gajaanan maharaj ganpati ji naman karte aapko jodkar dono haath,
Lajja bhakt ki rakhiyo puran kariyo kaaj.
प्रथम पूज्य, विद्या के दाता,
हे स्वामी आये तेरे द्वार चरणो में बैठाकर करो इस नादान भक्त का अब तुम उद्दार ।
Pratham pujy, vidhya ke data,
Hai swami aaye tere dwar charno main baithkar karo iss nadan bhakt ka ab tum udaar.
अष्ट विनायक,
लम्बोदर महाराज स्वागत करते हम सब आपका पधारो घर इस गरीब के भी रखियो हम पर भी अपने आशीष का भरा हाथ।
Asht vinayak,
Lambodar maharaj swagat karte ham sab aapka padharo ghar iss garib ke bhi rakhiyo ham par bhi apne aashish ka bhara haath.
Ganesh ji quotes in hindi yaha hd images ke saath available hain jise aap group me share karoge to achha lagega sab ko khali ganesh chaturthi quotes in hindi share karoge to fika lagega pr Ganesh ji quotes in hindi with images ka alag hi baat hain. Ganpati bappa shayari pasand aayegi sabko kyuki sab ka alag hi bhaktibhav hain ganpati ji ke prati.
Writer:- Manjush Radhe
Instagram:- skhatu788